Shayaris

on Tuesday, April 7, 2009



(1)
Haqiqat samjho ya afsana,
Begana kaho ya deewana,
Suno is dil ka fasana,
Teri dosti hai mere jeene ka bahana..

(2)
Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai
Hame aap yuhi sharabi na kahiye,
Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai.

(3)
Chand adhura hai sitaro ke bina,
gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
samundar adhura hau kinaro ke bina,
jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina!!!

(5)
Kalam uthayi hai lafs nahi milta,
jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta,
firte hain vo jamaane ki talaash mein,
bas humare liye unhe waqt nahi milta!!!

(6)
Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,
humne apni alag duniya basa rakhi hai,
is umeed ke saath ki a! ayega SMS aapka,
humne mobile par nazrein jama rakhi hain…

(7)
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

(8)
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein,
dil dooba hai gamo ki gehrai mein,
hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein,
hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.

(9)
Kabhi Kisi Ke Liye Mat Rona, Kyunki Woh Tumhare Aansuon Ke Kabil Nahi Hoga

Aur Jo Is Kabil Hoga, Woh Tumhe Kabhi Rone Hi Nahi Dega….

(10)
Aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,honth hain magar kuch keh nahi pate,
apni bebasi kis tarah kahen, koi hai jinke bina hum reh nahi paathe……..

(11)
Naam ki kya baat karte hoo, log chehre tak bhool jate hain…
tum samander ki baat karte hoon, log aankhon main doob jate hain….

(12)
Zindagi lambi hai Dost banate raho..
Dil mile na mile hath milate ra

(13)
Chalo tumko batata hun jo ye ek raaj hai pyare;
Meri aawaaj k pichhe bhi ek aawaaj hai pyare!

(14)
Saawan men wo na aaye to hamne yahi kiya;
Jhoole pe unka naam likha our jhula diya!
Duniyaa ne mujh pe fenke the patthar jo behisaab;
Maine unhi ko jod k ek ghar bana liya!

(16)
Dil Ki Batain Bata Deti Hain Aankhen
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhen
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain Aankhen

(17)
Woh Hum Se Baat Nahi Karte Tu Na Kare
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain Aankhen

Gham Sada Rehta Nahi admi Ke Saath
Ashk Bana Kar halka Deti Hain Aankhen

Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain Aankhen

Ma Na Ke Neend Aati Hai Aankhon Hi Ke Raste
Magar Kabhi Kabar Neend ,Ura Deti Hain Aankhen

Eesha Shukar Hai Khuda Ne Ata Ki Aankhon Ki Neamat Humain
Dard -O-Gham Sare Dil Ke Chupa Deti Hain Aankhen

(18)
Raj k dAmAn mAin AnsO girA kar dEkhO….
DOsti kitni sAchi hAi Azma kar dEkhO….
ApkO bhol kar kya hogi dil ki hAlAt….?
kIsI AAinAy pE pAthar girA kr dEkhO

(19)
Aaj ki raat badi tanha hai;
beqarari na jane kyun bewajaha hai.

koi wada nahi aur koi ummid nahi;
aur darwaza khula humane aaj rakkha hai.

bhool jane ko sab kuchh bhool gaye;
ek chehra hai jo yadon mein basa rakkha hai.

zindagi aise bhi andaz se jee lete hain;
dard seene mein; tabassum se khila chehra hai.

aap ko aaj tak maaloom nahin ho shayad;
dil-e-”shamim” tere bagair jaise sehra hai.


Usane fenke mujh pe patthar our main paani ki tarah;
Our ooncha, our ooncha our ooncha uth gaya!

+++++++++++++++++

Saawan men wo na aaye to hamne yahi kiya;
Jhoole pe unka naam likha our jhula diya!

+++++++++++++++++
(20)
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai.

(21)
Shayad mere pyar ko
taste karna bhool gaye...
Dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye...

(22)
Shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
Har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai
Manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya
Rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain

(23)
zindagi guzar jayegi ahista ahista
phir yeh waqt dagmagaayega ahista ahista
tum mujhe yaad rakhoge kuch der
phir yeh yaad bhi mit jayegi ahista ahista

(24)
Meri mohabbat ko chahedhoka de,
Mai tujse koi shikawa na karunga.
Rahti hai dil me tasavie teri,
Sari umar usiki hifajat karunga.

(25)
Jab se aapko jana hai,
Jab se aap sa dost paya hai,
Har dua me aap ka naam aaya hai,
Dil karata hai punchu us rab se k,
Kya itna pyara dost sirf mere liye bana hai.

(26)
ir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho

(27)
jabhi dekhti hai mujhe nazre jhuka late wo
khuda ka shukra hai hameiN pehchan to leti woh!

(28)
dil ki basti bikhar gayi hoti,
ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote,
yeh zindagi to aap ki amaanat thi warna,
hum to kab ke mar gaye hote!!

(29)
Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai,
gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai,
tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri,
mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.

(30)
aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
apni bebasi kis tarah kahen,
koi hai jinke bina hum reh nahi paathe.

(31)
tujhe chahne wale kum na honge,
waqt ke sath shayad hum na honge,
chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
lekin teri yaadoN ke haqdar sirf hum hi honge


If you like it Please comment me i feel better

0 comments:

Post a Comment